Unke Andaaz-e-Karam [English translation]
Unke Andaaz-e-Karam [English translation]
Unke Andaz-e-Karam Unpe Aana Dil Ka
Haye Woh Waqt Woh Baatein Woh Zamana Dil Ka
Mujhay Yaad Hai Zara Zara
Unhay Yaad Ho Ke Na Yaad Ho
Haye Woh Waqt Woh Baatein Woh Zamana Dil Ka
Na Suna Usne Tawajo Se Fasana Dil Ka
Umar Guzri Hai Magar Dard Na Jana Dil Ka
Dillagi Dil Ki Lagi Ban Ke Mita Deti Hai
Dil Jalwon Se Dillagi achi Nahi
Ronay Walon Se Hanseen Achi Nahi
Dillagi Dil Ki Lagi Ban Ke Mita Deti Hai
Dil Laga Kar Pata Chala Dil Ko Ashiqi Dillagi Nahi Hoti
Dillagi Dil Ki Lagi Ban Ke Mita Deti Hai
Kiya Khabar Thi Ke Ishq Ke Haathon Aisi Halat Tabah Hothi
Hai
Baat Karta Hoon Dum Ulaj Tha Hai
Saans Loon Tho Tho Aah Hoti Hai
Dillagi Dil Ki Lagi...
Zakhm pe zakhm kha ke ji
Apne lahoo ke ghont pi
Aah na kar labon ko si
Ishq hai dillagi nahin
Dillagi Dil Ki Lagi Ban Ke Mita Deti Hai
Rog Dushman Ko Bhi Ya Rab Na Lagana Dil Ka
Wo Bhi Apne Na Howe Dil Bhi Haathon Se Gaya
Aise Aane Sat To Behtar Hai Na Aana Dil Ka
Naksh-bar-aab nahi,
Wehm nahi, Khwab nahi,
App kyun khel samjhatay hain
Mitana dil ka,
Unki Mehfil Mein Naseer Unke Tabassum Ki Qasam
Dekhte Reh Gaye Hum Haath Se Jana Dil Ka
Unke Andaz-e-Karam Unpe Aana Dil Ka...
- Artist:Nusrat Fateh Ali Khan