Ya Ali lyrics

  2024-06-27 20:51:17

Ya Ali lyrics

Ya ali reham ali

Ya ali yaar pe qurbaan hai sabhi

Ya ali madad ali

Ya ali yeh meri jaan yeh meri zindagi

Ishq pe mita doon luta doon

Main apani khudi

Yaar pe haan luta doon mita doon

Main yeh hasti

Ya ali reham ali

Ya ali yaar pe qurbaan hai sabhi

Ya ali madad ali

Ya ali yeh meri jaan yeh meri zindagi

Mujhe kuchh pal de purvat ke

Faki hampe chahat ke

Rahe bechain dil kab tak

Milen kuchh pal toh raahat ke

Chahat pe ishq pe haa mita doon luta doon

Main apani khudi

Yaar pe ha luta doon mita doon

Main yeh hasti

Ya ali reham ali

Ya ali yaar pe qurbaan hai sabhi

Ya ali madad ali

Ya ali yeh meri jaan yeh meri zindagi

Bina tere na ek pal ho na bin tere kabhi kal ho

Yeh dil ban jaaye pathhar ka na ismein koi hulchul ho

Sanam pe ha ishq pe ha mita doon luta doon

Main apani khudi

Kasam se ha luta doon mita doon

Main yeh hastii

Ya ali reham ali

Ya ali yaar pe qurbaan hai sabhi

Ya ali madad ali

Ya ali yeh meri jaan yeh meri zindagi

See more
Zubeen Garg more
  • country:India
  • Languages:Assamese, Hindi
  • Genre:Pop
  • Official site:
  • Wiki:https://en.wikipedia.org/wiki/Zubeen_Garg
Zubeen Garg Lyrics more
Excellent recommendation
Popular
Copyright 2023-2024 - www.lyricf.com All Rights Reserved