kahan ho tum [English translation]

Songs   2024-06-02 21:59:35

kahan ho tum [English translation]

Kahan ho tum mujhe batao

zara kareeb se pukaro

kahan kahan dhundu tumko....

main aawara dar-badar

nazar na aye tum magar

chup gaye ho tum kaha ho tum kidhar

ab to dil hai darta sehara dariya aakhon ki nami

yaadon ka laga hai pehra har kahi

jana tum se tha jo roshan mera pyar pe yakeen

guum hai kahan kal tak to tha yaheen

oh humnasheen

tumhine to kaha tha mujhse

subha nai to aaegi

isi umeed ke sahare

kar raha hu rehguzar

kaho kahan ho humsafar

chup gaye ho tum kaha ho tum kidhar

ab to dil hai darta sehara dariya aakhon ki nami

yaadon ka laga hai pehra har kahi

jana tum se tha jo roshan mera pyar pe yakeen

guum hai kahan kal tak to tha yaheen

oh humnasheen

mujhe awaz do

mere khawob ke saharon

phirse awaz do

kaha ho tum pukaron

oh..

mere khawabon ke saharon.....

oh..

mujhe tum pukaron..

oh

jana tum se tha jo roshan mera pyar pe yakeen

guum hai kahan kal tak to tha yaheen

ab to dil hai darta sehara dariya aakhon ki nami

yaadon ka laga hai pehra har kahi

jana tum se tha jo roshan mera pyar pe yakeen

guum hai kahan kal tak to tha yaheen

oh humnasheen..

See more
Bombay Vikings more
  • country:
  • Languages:Hindi
  • Genre:
  • Official site:
  • Wiki:https://en.wikipedia.org/wiki/Bombay_Vikings
Bombay Vikings Lyrics more
Excellent Songs recommendation
Popular Songs
Copyright 2023-2024 - www.lyricf.com All Rights Reserved