I Don't Wanna Live Forever [Hindi translation]

Songs   2024-04-27 20:22:31

I Don't Wanna Live Forever [Hindi translation]

Main yahan aankh khol ke betha hoon in chaar diwaron ke bich main, soch rha hoon tum bulaogi

Ye Bohot kharb Paristiti He ke main Umid Bhi Nahi Kar skata

Baby main raat bhar jaagai, har roz har raat pagal ho rhi hoon

Mujhe kuchh do magar kuchh na kaho

Ye mujhe kya ho rha hai

Main hmesha ke liye jeena nahi chahta hoon kyu ki mujhe pata hai mera jeena bekaar hoga

Aur main kahin pe rehna nahi chahta hoon

Main bas tumhara naam pukarna chahta hoon jab tak tum wapas aa na jaao

Main yahan aankh khole bethi hoon aur mujhe ek khayal aaya

Soch rahi hoon main goli se bach gayi ya apne pyaar ko kho diya

Baby main raat bhar jaagai, har roz har raat pagal ho rhi hoon

Maine tumhe kuch toh diya, par tumne mujhe kuch bhi nahi

Ye mujhe kya ho rha hai

Main hmesha ke liye jeena nahi chahta hoon kyu ki mujhe pata hai mera jeena bekaar hoga

Aur main kahin pe rehna nahi chahta hoon (chahti hoon)

Main bas tumhara naam pukarna chahta hoon jab tak tum wapas aa na jaao

Main bas tumhara naam pukarna chahta hoon jab tak tum wapas aa na jaao

Main bas tumhara naam pukarna chahta hoon jab tak tum wapas aa na jaao

Har achhe jagah pe main hmesha dukhi rehti hoon

Mujhe Lagta Hai Ki Mai Pagal Ho Raha Hu

Main in saare logon main tumhara chehra dekh raha hoon

Har roz, har raat aur har subah

Har achhe jagah pe main hmesha dukhi rehti hoon

Mujhe kuchh do magar kuchh na kaho

Main abhi cab me hu, Mein unhe bata raha hu tumhara ghar kaha hai

Ye mujhe kya ho rha hai

Main hmesha ke liye jeena nahi chahta hoon kyu ki mujhe pata hai mera jeena bekaar hoga

Aur main kahin pe rehna nahi chahta hoon

Main bas tumhara naam pukarna chahta hoon jab tak tum wapas aa na jaao

Main bas tumhara naam pukarna chahta hoon jab tak tum wapas aa na jaao

Main bas tumhara naam pukarna chahta hoon jab tak tum wapas aa na jaao

Main bas tumhara naam pukarna chahta hoon jab tak tum wapas aa na jaao

Main bas tumhara naam pukarna chahta hoon jab tak tum wapas aa na jaao

Main bas tumhara naam pukarna chahta hoon jab tak tum wapas aa na jaao

See more
Fifty Shades Darker (OST) more
  • country:United States
  • Languages:English
  • Genre:Blues, Jazz, Pop, R&B/Soul, Soundtrack
  • Official site:
  • Wiki:https://en.wikipedia.org/wiki/Fifty_Shades_Darker_(film)
Fifty Shades Darker (OST) Lyrics more
Excellent Songs recommendation
Popular Songs
Copyright 2023-2024 - www.lyricf.com All Rights Reserved