Miss You [Hindi translation]

Songs   2024-05-17 00:55:40

Miss You [Hindi translation]

haan,tumare yaad aati hai

aaj bohot akela mehsus kar raha hun

aur jaan tum mujhse bohot dur ho

yeh duriyan hamare beech badti he chali ja rahi hai

kash tum mujhe sun sakti jab main tume kehta

nahi nahi nahi nahi nahi nahi nahi

kash tum mujhe sun sakti jab main tume kehta

nahi nahi nahi nahi nahi nahi nahi

oh main tume yaad karta hun oh main tume yaad karta hun

oh jaan jabse tum chali gaye ho

main tumhe har din jayada se jayada yaad karta hun

ab tum batao kya tum mere baare mein sochte ho

qki main to heamsha tume he sochta hun haan

millo lambi duriyan hai hamare beech mein

aur main rukna nahi chata jabtak ki tum mere na ho jao

nahi nahi nahi nahi nahi nahi nahi

kash tum mujhe sun sakti jab main tume kehta

nahi nahi nahi nahi nahi nahi nahi

oh main tume yaad karta hun oh main tume yaad karta hun

oh jaan jabse tum chali gaye ho

main tumhe har din jayada se jayada yaad karta hun

mere jindagi mein aa kar sur bhar do

mere jindagi mein aa kar sur bhar do

mere jindagi mein aa kar sur bhar do

mere jindagi mein aa kar sur bhar do

nahi nahi nahi nahi nahi nahi

nahi nahi nahi nahi nahi nahi nahi

kash tum mujhe sun sakti jab main tume kehta

nahi nahi nahi nahi nahi nahi nahi

oh main tume yaad karta hun oh main tume yaad karta hun

oh jaan jabse tum chali gaye ho

main tumhe har din jayada se jayada yaad karta hun

oh main tume yaad karta hun oh main tume yaad karta hun

oh jaan jabse tum chali gaye ho

oh main tume yaad karta hun oh main tume yaad karta hun

main tumhe har din jayada se jayada yaad karta hun

main har din har lamha tume yaad karta hun

main har din har lamha tume yaad karta hun

main har din har lamha tume yaad karta hun

  • Artist:Nâdiya
  • Album:Électron libre (2009)
See more
Nâdiya more
  • country:France
  • Languages:French, English
  • Genre:Pop, R&B/Soul
  • Official site:http://www.nadiyaonline.com/
  • Wiki:https://fr.wikipedia.org/wiki/Nâdiya
Nâdiya Lyrics more
Nâdiya Featuring Lyrics more
Excellent Songs recommendation
Popular Songs
Copyright 2023-2024 - www.lyricf.com All Rights Reserved