Kaise Kaise Kaam Kiye
Kaise Kaise Kaam Kiye
Haay kaise kaise kaam kiye
Kaise kaise kaam kiye
Arre hamne tumhe paane ke liye
Kaise kaise kaam kiye
Jalaa diye jalaa diye aandhi mein diye
Arre hamne tumhe paane ke liye
Kaise kaise kaam kiye
Kaise kaise kaam kiye
Arre hamne tumhe paane ke liye
Kaise kaise kaam kiye
Jalaa diye
Jalaa diye aandhi me diye
Arre hamne tumhe paane ke liye
Kaise kaise kaam kiye
Kaise kaise kaam kiye
Reeto riwaazon ko todaa kabhi
Hamne hamne
Inko na chhodaa kabhi hamne hamne
Toofaan se aankhen ladaayin kabhi hamne hamne
Neenden ganwaayin kabhi hamne hamne
Jaan pe khelen ham par milke rahe
Weeraanon mein bhi phool khilke rahe
Dariyaa bhi dariyaa bhi kabhi paar kiye
Arre hamne tumne paane ke liye
Kaise kaise kaam kiye
Kaise kaise kaam kiye
Arre hamne tumhe paane ke liye
Kaise kaise kaam kiye
Chaandi ki deewaaron ne bhi hamen roka rokaa
Saare jahaan ne hamen tokaa tokaa
Sabne daraaya tu degaa hamen dhokha dhokha
Anjaam hamne nahin sochaa sochaa
Tere liye ham qismat se lade
Apnon ke haathon kabhi qaidon me pade
Aansoo piye
Aansoo piye kabhi honth siye
Arre hamne tumhe paane ke liye
Kaise kaise kaam kiye
Kaise kaise kaam kiye
Arre hamne tumhe paane ke liye
Kaise kaise kaam kiye
Jalaa diye jalaa diye
Aandhi me diye
Arre hamne tumhe paane ke liye
Kaise kaise kaam kiye.
- Artist:Mahendra Kapoor